Adab-e-Duaa (Insan ka) hamesha dua per istaqamat akhtiyar kerna khawa wo khushali mein ho aur dua ko siraf sakhti aur musibat k sath khas na kerna Aur ye k dua k agaz aur akhir mein Aaqa (AS) per darud bhajna aur Ye k apni namazo k bad dua kerna Aur Ye k hathon ko dua mein apnay kandon k baraber buland kerna Aur Ye k dua se farigh ho ker apnay hathon ko chehray per phairna. (Al Minhaj-us-Sawi bahawala Amam Beheqi ?Shob-ul-eman) |